नई पीढ़ी और पुरानी पीढ़ी में आ रहे बदलाव का उल्लेख करते हुए 200 शब्दों में अपने विचार प्रकट कीजिए
Answers
Answered by
4
Answer:
nai pidi aur purani pidi me bahut bada badlav aya hai purani pidi ke logo ke liye scientific medicion thi jaise ki nai pidi me hai aur purani pidio ke ladkio ko janm se hi maar diya karte the kyoki ve shochte the ki ladkiyA vivah hone par hamara paisa kharch karegi joki nai pidi me aisa nahi hai purani pidi ke log jayadatar khache gharo me raha karte the joki nai pidi ke log lagbhag85% log pake gharo me rahte hai
Similar questions