नमक के दारोग़ा कहानी के
आधार
पर
दरोगा के
चरित्र
पर
प्रकाश
डालिए
Answers
Answered by
0
Answer:
sorry mujhe samajh nahin aaya
Answered by
0
kahani ka nayak daroga vansidhar hamen sarvadhik prabhavit karta hai jo imandar ,aagyakari ,dharamnishth ,tatha karmyogi jaise guno se yuqt ek daroga hai.
wah ek bharsht samaj mai rehta hai jha uske pita bhi beemani ki sikh dete hai .kahani ka ek patr pandit alopidin daroga ko kharidne mai asafl rehta hai ttha noukri se nikal deta hai .Lekin uske emandari ke aage pndit ko bhi aakhirkar jhukna padta hai.is parkar daroga vansidhar samaj ke samne apmanit hone ke dar se jhooth ke samne kamjor nhi padta hai.
Similar questions