Nature ki sahan shakti ki sima hoti hai write a article on this. pls help fast!!
Answers
Answered by
1
Dherti maa ne huemin jeevan hi nhi apitu dhoop hawa paani,ped paudhe sab
diya hai.Per hum insaan prakriti dwara diye gye in uphaaron ka dhyaan nhi
dete.Hum insaan paison ke liye bohot zyada ped kaat dete hain fir is wajah se
zameen sookh jaati hai kyunki ped paudhe dherti ki nami bnaye rakhte hain
zameen main paani ko bandhker rakhte hain.
Pedon ki katayi ki wajah se dherti sookh jaati hai is wajah se
sookh,sunami,bhookamp jaisi prakritik appdayein bhi aati rehti hain.
Ped humein kagaz,coffee,lakdi,beej,phalphool wagehra jaisi bohot cheezein
dete hain.Bhayanker garmi ke samay ped humein sheetal chaaya dete hain.
Similar questions