NCERT book class 8 Bipin Chaudhary lapse of memory summary in Hindi
Answers
Explanation:
is kahani me bipin babu apni yaddasht kho dete h kyonki unhen unke dost ke dwara unhen yaddasht khojane ko bata h .
vo kahata h bepin babu se ki aap ranchi vali baat yaad h mai apka dost.....
bepin babu kahte h nahi mai ni janta 98 me to mai kanpur me tha.
vo apane aur dosto se poochha vo bhi kahe tum ranchi mei the isaliye vo doctor ke pas gaya aur doctor ne kaha ki aap ranchi vapas jaye to apko yad aasakta h, kyonki uske us dost ne sabko sikha diya tha
vo ranchi jata h use kuchh yad ni aata vo vapas aata h aur use khat milta h usme likha rahata h ki aapki yaddasht sahi h maine apse badla liya h kyonki aapane mujhe musibat ke vakt apne mujhe kam pe ni aur ab mai pustak likha hu jo publish ho jayegi.
bhai thanks jarror karna bec. itna likha hu
Answer:
where did Bipin babu leave for