NCERT Kshitij Book, Chapter- Chandra gehna...
1. Chandra gehna kya hai? kavi kahan baith kar prakritik drishya dekh rahe hain?
2. Kavi chane ke paudhe ko kis roop mein dekhte hain?
3. alsi ko kis roop mein prastut kiya gaya hai?
4. sarson ko sayani kehne ka kya tatparya hai?
1st answer will be marked as brainliest
I will follow Those, who will give the correct answer
Wrong or inapropriate answers will be reported.
Thank you.
Answers
Answer:
hlo mate
your answer is given below:
Kavita k anusar chandr gahna ek gaon ka naam hai jaha se kavi lot rahe the.
kavi ko chane ka paudhe naate purush ki bhati lag raha tha usko paude per Lage Hue Gulabi Phool Aise lag rahe hain Mano usne Apne sir per Gulabi Rang ki Pagdi bandh Rakhi Ho, Jise dekh kar lag raha hai Jaise koi Dulha Saj Dhaj kar Khada Hua Hai
halsey ko nimanlikhit rupo mai vayakt Kiya gya h:hki wah ek hatheli aur Jiddi Stri hai jo ki Patali Kamar wali aur Nain Naksh wali Stri hai jo Apne Sanjay parade rahti hai or kehti hai ki Jo Mere Sir per Audi Hui nili Chunri Ko Chhu lega main use Apna hridy Dan kar dungi
Sarso ko Shani kahkar Kavi Kahana Chahta Hai Ki sarson ke paudhe bade ho gaye hain tatha unmen Pili Pili Phoolon Ke Sath faliya viksit Ho Gai Hai Jise Dekhkar Kavi Ne Bharat ki use Parampara ka varnan Kiya Hai Jab Koi Kanya Vivah yogya Hojati hai or usse madap mai svam Apna Var chunne ke liye Le Jaya jata hai
I hope it is helpful for you
plz mark me brainliest
thanks