NEED HELP......... URGENT!!!!
Answers
Explanation:
- Jab log prast, parajit, ya shokagrast ho jate h tabhi unhe hamari Sahanubhuti, sahayta ya protsahan ki avachykta hoti h. Qki uss samay unaka atmavishwas larkhara jata h, log unka mazak banane lagte h.
2. Sacha sahayak ya hitoshi wahi hota
h jo sukh ke sath-sath dukh ke samay mei bhi apne mitr ka sath na chore pritsahit karte rahe avam usse atmaviswashi bane rahne mei sahayta karen.
3. Lokpriyata ki paridhi parpt kar lene se yeah tatparya h ki ve Samaj ki dristi
mei apni aachi chavi bana lete h.
4. Sachi vayavahar kushalta se yeah
tatparya h - halat ki nazakat ko
samakhne ki kabiliyat rakhna aur
uske mutabik aisi baat kahna ya aisa karna jo uss samay sabse uchit ho.
5. Dukh ki ghari mei himmat badhane ki bhavna ya sahayata dene ki bhavna
dil ko sahajta seem chu leti h.
6. Dilchaspi shabd ka varn viched :-
द+ ई+ ल+ च+ स्+ प+ इ ।
Answer:
M8, i need ur help, can u plz say from where u got this passage FAST plz TQ