Hindi, asked by harshranga21, 3 months ago

netaji ka chasma path ke adhar par bataye ki murti par chasma lagane ke pryash ko safal or sarhaniya ku kha gya ha

Answers

Answered by rajpootmahima107
0

Explanation:

netaji Ka chashma path me Netaji ki murti lagane ke kary ki safhal or sarahniya prayas btaya gya h h . is kahani me ek chaurahe par Netaji Subhash Chandra bosh ki murti lagi hui thi . us moorti me kewal ek chasme ki Kami thi . captain Jo ki ek chasme bechne wala vyakti tha , Uske haraday me deshbhakti ki Bhavna koot kootkar bhari hui thi . Netaji ki chasmavihin murti use bahut kasth pahuchahti thi . islyie vo roj naye naye phrame ke chasme murti ko pehna deta . ant me jab caption ki mratyu ho jati h to chote chote baache sarkande Ka Bana chasma murti ko pehna dete.

Similar questions