Netaji ki us murti par toota chashma laga tha pad parichay
helper37:
r u in 10th class?
Answers
Answered by
4
samast pad and uttar pad
Answered by
4
Vaakya me prayukta shabd ko hi pad kaha jaata hai. Pad parichay me yeh bataana hota hai ki is vaakya me vyaakaran ki drishti se kya kya prayog hua hai. yeh kayi prakar ke ho sakte hain . In me se kuchh mukhya pad neeche diye jaa rahe hain. Sangya, ling, vachan, kaarak or kriya ka sambandh, sarvanaam, visheshan ityaadi. To Netaji ki us moorti par toota chashma laga hua tha isme netaji or moorti sangya hai, toota visheshan hai.
Similar questions