niband beti bachao beti padao
Answers
Answered by
2
beti humareliye lakhon me ek jesi he.beti ko khushi dena ye humara kartavya he .
pahle ke zamane ladki peda hote hi uski hatya kar dete the. aur gar ghar me ladki hui bhi ho to usko khud ki marzi kuch bhi karne ka adhikar ni tha. ladkiyonko ko ghar se bahar nikalna bhi asambhav tha .aur ladkiyon ko ghar me hi pure din ehna padta tha.usse ghar ka kam bata kar khar ka hi kam karna padhta tha .chahe ye unki bati ho ya aur koi ghar valon ko koi matlab nahi hota tha .kahi k to ladka ladki bhi hoti he.par manyata ladkon ko hi dete the.ladkiyon ko bhoj samajte the . jab ladke koi ko naye kapde to ladki ko kuch ni.aur jab ladke ko acha khana milti to ladki ko suukha rooti. is tarah karne se unki pachpan chin liya jata tha .unke haton me kitab ki jagah bade bade bartan kyo ai he?pata ni us zamane ki ladkiyan kese khar valonke daat sahi hogi,kese sab kuch akele hi sahti hogi.
par ab ladkiyan to azad hi.vo apni marzi kuch bhi kar sakti he.ab vo ghar se bahar bhi nikal sakti he kisi ko koi pareshani ni he.aj to ladkiyon ko ladkon se bhi jada sukh-suvidha mil rahi he.aj ke ladkiyan ladkon se bhi jada naam roshan karti he .jaha bhi dekho ladkiyan to honge hi.har kam me ladkiyan age hoti he.jitna lsdkon ko tak ni malum hota vo to kam se kam ladkiyon ko to malum he .
agar aj ladki he .
to kal vo desh ki duniyan ki pahchan he.beti ko
bachao khub padhao.

Hey !!!
Refer to the attachment ^^
Attachments:
Similar questions