Hindi, asked by rohitttty3417, 8 months ago

Nibandh kaise likha jata hai

Answers

Answered by bhumika1584
0

Answer:

Mul rup se nibandh ke 3 ank hote Hain

Bhumika nibandh ke aarambh mein ek anuchchhed mein likhi jaati hai ismein vishay ka Parichay Diya jata hai ya prabhavshali hone avashyak hai joki Pathak ko nibandh padhne ke liye prerit kar sake.

vishay vistaar ismein 3 se 4 anuchchhed mein vishay ki vibhinn pahalvan per Apne vichar prakat kiye jaate Hain pratyek anuchchhed mein ek pahlu per vichar likha jata hai.

upsanhar han ya nibandh ke ant mein likha jata hai is ang mein nibandh name likhi gai baton ko sawar ke roop mein ek anuchchhed mein likha jata hai ismein sandesh bhi likha jata hai

Similar questions
Math, 11 months ago