Nibandh lekhan ki parampara aur vikas par nibandh 500 words in Hindi
Answers
Answer:
Parampara aur Vikas
Explanation:
Parampara ka Arth hai apni Sanskriti aur vichardhara Ko aage badhana.Yadi hum parampara aur Vikas main samanjasya baitha sakein to Sab sahi chalta hai. Lekin yadi parampara ka Marg Vikas ki ore na jaaker Kewal rudiwadi vichardhara ki raah per chale tab us parampara
Ki raah per nhi chalna chahiye.
Aaj bhi Bharat ke kuch rajya jaise Rajasthan,Bihar,Haryana aadi main parampara ke Naam per ladkiyon ka school college Jaana ban karwaker unka Vivah Kara diya jaata hai.
Aaj vishv kitni tarakki ker Raha hai,doosre Deshon ki ladkiyaan astronaut banker antariksh ki Udaan bher Rahi hain.
Wahin hamare Desh main Vikas ki gati kaafi Kam hai.Kyunki Kewal purush ki padh likhaker aage bash rahe hain.Magar mahilaayein nhi.
Yadi hum Apne Desh ki mahilaon Ko parampara ke Naam per ghar ki char diwaari main kaid ker denge to Desh ka vikaas kaise hoga.
Sarkar Ko is ore dhyaan Dena hi chahiye