Hindi, asked by harvin1110, 1 year ago

nibandh on hamaari nadiyaa: hamaari dharohar

Answers

Answered by Aarohimehta1
2
hamare desh mai nadiyan bahut gandi ho gayi hai aur yeh sirf aur sirf hum insano ki vajah se hai. nadiyon ka paani meetha hota hai. nadiyon se hame bijli prapt hoti hai. nadiyon se hamara khana bhi prapt hota hai. bina paani ke hamara khana nahi ban sakta. jaise diwali mai hum jo patako ka istmaal karte hai toh vah patake toh factory se aate hai aur factory se nikla hua ganda paani nadiyon mai jaata hai aur paani pradushit hota hai. log cegratte sharab peete hai aur phir nadiyon mai phek dete hai jabki unhe pata hai ki hamare aesa karne se pradushan phele ga jise water pollution kehte hai. ab jaise soth india ki nadi anur illahabad ki nadi ko hi lelo dono jagah sangam hai lekin badi gandi.hamare sanskar hai ki hame nadi ko ganda nahi kar na chahiye. to ab hum log pran lete hai ki hum aaj ke baad kabhi bhi nadi ko ganda nahi kaenge.
DHANYAVAD!!

Aarohimehta1: Mark as brainliest
harvin1110: thank you so much
Similar questions