nibandh on vidyarthi jeevan aur fashion
Answers
Answered by
26
vidhyarthi sabd ka janm vidya se hua he.vidya har manushy ke lia ak asi dharohar he,jo jivan marg par har kadam mein uske kam ati he.yanhain dahn na kisi ke dwara churaya ja sakta he na barbad kiya ja sakta he. vidya ko prapt karne vala vyakti vidyarthi kehlata he.parantu adarsh vidyarthi vaqhin kehlata he jiska udesy siksha grahan karna v atiyadhik gyan prapt karna hota he.aj ke samay mein fashion ka bolbala he.jahain bhi dekh lijie log fashion mein sarobar hote dikhai de rahe hein.yain fashion aj ke vidyarthi ke sar chad kar bol raha he.is fashion se vidyarthi disahin ho rahe hein.vaih apna adhiktar samay fashion se yukt kariyakram aur patr patrika padhne mein lagate hain.vidhyarthiyoin mein badh raha fashion ka chalan unke sikhsa ke lie uchit nahi he.apne prati manushy ko sachet honma chahiya parantu asa na ho ki apne ko banane mein itna vyasth ho jaye ki sikhsa ko bhul jaye, jo yahain sreyak nahi hein.
Similar questions