Hindi, asked by Ramtanubanerjee, 1 year ago

Nimnalikhit nibandh mey sey sangya ke bhed aur visheshan ke bhed chantkar likhe (10) Batuni byekti koi bhi kaam thik se nahi kar paate. Baar baar ghabrana, pani peena kayarata hai. Darkar zindagi nahi ji ja sakti. Atmavishwasi byekti ke paas ek he sadhan rehne par bhi voh byekti usi ko kaam mein lakar vijay prapt karta, bhir ke sath to sab chaal sakte hai kintu jo vir hota hai voh sher ke saman akele hi chalta hai. Thora sahas bhi to zaruri hai. Rabindranath Thakur ne sahi likha tha ki "chal akele re"...
Is nibandh se kuchh Sangya, Sarbanam, Sankhyabachak bisesan,gunbachak bisesan,Jatibachak bisesan bhejiye pls very urgent...

Answers

Answered by Athar3v
0
Why are you mixing two answers
Similar questions