Hindi, asked by chandanjaiswaljsr199, 1 year ago

nimnlikhit Ka Aata spasht karte hue Unka Vakya Mein prayog Kijiye Lohe ke chane chabana Kaan Khade Hona Namak mirch Lagana muh Tod jawab dena Huawei Khile banana​

Answers

Answered by shrutiverma383
0

Answer: lohe ke chane chabana

Meaning ; sabak sikhana

Sentence : mene use lohe ke chane chabvadiye

2. Kaan khade hona;

Meaning: satark rehna

Sentence : mene kal ke hadse ke baad apne kaan khade kariye

3. Namak mirch lagana

Meaning : bada chadha ke bolna

Sentence : reena ne meena ko padosi ki baat namak Mirch laga kar batayi

4.moh tod jawab dena

Meaning : sahi aur nidar ho kar bolna

Sentence : mene use moh tod jawab diya jab usne mujh par chori ka naam lagaya

5. Last wala samjh nhi Aaya sorry

Explanation:

Similar questions