nirdesh anusar vakya rupantaran kijeye
1) geeta ne mehnat ki aur pratham aai ( saral vakya)
2) kavi ki kavita sunkar shrota hans pade ( samyukt vakya)
3) dhani vayakti har cheez khareed sakta hai ( meshrit vakya)
someone please help me
BOARDS!!! please help
Answers
Answered by
4
1) Geeta mehnat karke pratham aayi
2)Shrota ne kavi ki kavita suni aur hass pade
3)Jo dhani hota hai woh harr cheez khareed sakta h
Hope it helps!
2)Shrota ne kavi ki kavita suni aur hass pade
3)Jo dhani hota hai woh harr cheez khareed sakta h
Hope it helps!
iris66:
thank you so much !! :)
Answered by
1
1. Geeta mehnat kr pratham aayi.
2. shrota kavi ki kavita sune or hans pade.
3. jo dhani vyakti hota h wo hr chiz kharid skte h.
2. shrota kavi ki kavita sune or hans pade.
3. jo dhani vyakti hota h wo hr chiz kharid skte h.
Similar questions