nishkriyata manushya ki shatro hai Vishy par apne vichaar likhiye.
Answers
Answered by
1
Answer:
nishkriyata ka matlab hota hai koi bhi karm na karna athwa kisi bhi karm se jude na rehna. Manushya jeevan ka yah sabse bada dosh mana jata hai jiska saransh vedon mein vi hai. Jab bhi insaan ka kisi karm mein dimaag nahi juda hota hai... uske dimaag par bure vichaaron ka andhkar chhaa jata hai or wo insaan sahi vichaar dhara se alag hota jata hai... Aisa vyakti samaj ke liye sirf shatruta ki soch rakhta hai... achhe ki nahi
Similar questions
India Languages,
6 months ago
Social Sciences,
6 months ago
Science,
1 year ago
Sociology,
1 year ago