Hindi, asked by harshikasingh90, 10 months ago

ऑनलाइन क्लासेज पर हुई दो मित्रों के बीच हुए वार्तालाप को संवाद के रूप में लिखिए​

Answers

Answered by Daizy07
4

Answer:

Ram : namaste Mitra

Shyam : namaste Mitra aaj bahut dinon ke bad mulakat hui.

Ram : han Mitra mujhe tumhari bahut yad a rahi thi.

Shyam : mujhe bhi per kya karta Corona Ke chalte tumse milane bhi nahin a paya sath mein online padhaai bhi chal rahi hai na, to samay hi Nahin milta.

Ram : han Mitra par Bhi kya sakte hain, is kaal mein main ham surakshit baccha yahi bahut badi baat hai.

Shyam: theek keh rahe ho Mitra.

Ram : han aur batao tumhari padhaai kaisi chal rahi hai.

Shyam: Meri to bahut acchi chal rahi hai tumhari kaisi chal rahi hai.

Ram: meri bhi. chalo ab bahut Der ho gai hai mujhe apna grah karya bhi karna hai. main tumse bad mein baat karunga.

Shyam: theek hai Mitra bye

Ram : bye apna khyal rakhna

Shyam: tum bhi apna khyal rakhna.

Similar questions