Science, asked by krishchouhan1989, 10 months ago

ojon kya hai yh kisi kparitantr ko prakar bhojan Kiya Hai tatha yah Kis paritantra Ko kis Prakar prabhavit karti hai ​

Answers

Answered by seemsmishra
0

Ozone (O3) Ek Prakar ka gas Hai . yah gas Hamen dangerous UV light se baccha Aata Hai. is gas ke Rahane Ke Karan ultraviolet rays Prithvi main ghush Nahin sakti. Ultra violet ray skin cancer ka mukhya Karan Hota Hai . Ozone Layer ke hone ke Karan Hamen is dangerous ray se Mukti milati hai. aajkal khepanastra ke prayog Ke Karan Ozone Layer mein pore Dikhai de rahe hain. isiliye UV light earth mein Pravesh kar rahi hai .

Similar questions