Hindi, asked by bsaravyj4irahuri, 1 year ago

Olympics Mein Bharat ki Bhumika

Answers

Answered by monu7bishnoi
0
Olympics mai Bharat iss baar apne sab se bade dal k saath gya tha . Aur sab ka pradarshan mistrit raha . Khaas kar mahila khilaadiyo ka pradarshan kaabil-e- tareef raha . Bhut se khilaade 4th isthaan par rahe jo ki darsaata hai ki unhono bahut mehnat ki thi . Jaise ki Deepa Karmaakar ka pradarshan bahut hi sarahaniya tha . P V sandu ne rajat padak jeeta . Bad minton mai Spain ki  caorlona ko hara kar . kisi mahila khilaadi ka pahala rajat padak hai . Iss baar  ka Olympic bharat k liye kuch khaas nhi raha . bahut hi vivaado s eghira raha tha . Kisti mai Sakshi malik ne kansya padak jeet ke ek baar phir naari sakti ka parichay diyaa. Sabhi purusho ka pradarshan lagabhag thik nhi raha . sab se badi umeed Abhinav bindra aur saina nehwal bhi 4th number par rah gye . Abhinav ka ye antim olympic hai . umeend krte hai ki agne olpymipci bhaart k liye khushiy a leke aaye . 
Similar questions