Hindi, asked by nicki4, 1 year ago

one question from mahayagyan ka purskar
dhanna seth ki patni ne mahayagyan ki kya phachan batai??

Answers

Answered by aasthapihu954
1
sethani ne samjhaya ki aaj raaste main swaim na khaakar chaaro rotiya bhookhe kutte ko khila di  yeh mahayagya nahi to kya hai. yagya kamaane ki iccha se dhan dolat lutaakarkiya gaya yagya nahi hai,ni:swarth bhawv se kiya gaya karm hi saccha yagya-mahayagya hai.
HOPE IT HELPS U:_
MARK AS BRAINLIEST

nicki4: thank u it helped me a lot
Similar questions