Sociology, asked by saiteja2272, 11 months ago

पंचायती राज व्यवस्था कितने स्तरों में विभक्त होती है?

Answers

Answered by ilmak4112
1

Explanation:

teen stron mein

pahla Gram Panchayat ka Sangathan - Gram Panchayat gram Mein Banai Jati Hai jinki jansankhya lagbhag 1500 Hoti Hai gram ka pratyek vyakti vyakti Gram Sabha ka sadasya hota hai Gram Sabha ke sadasyon dwara hi Gram Panchayat ke sadasya jinko 5 Kaha Jata Hai 3 varsh ke liye chune Jaate Hain 5 Apne mein se ek sadasya ko Sarpanch Chun lete hain Panchayat Gram Sabha ki karykarini hoti hai

dusra Panchayat Samiti ka gathan - yah Shetra Ke Sau gram ko milakar Banai Jaati Hai use Kshetra ke sabhi Gram Sabha ke Pradhan Iske sadasya Hote Hain

Teesra Jila Parishad ka gathan Sare Jile Mein Ek Jila Parishad bhi Banai Jaati Hai Iske sadasya jiladhish Kuchh visheshan tatha Jile ki Panchayat samitiyon ke Pradhan Hote Hain

Similar questions