Social Sciences, asked by princeraj8456, 8 months ago

पालमपुर में खेतिहर श्रमिकों को मजदूरी न्यूनतम मजदूरी से कम क्यों है​

Answers

Answered by shuklaaayushi174
2

1)khetihar majdur Garib aur ashayak Parivar se aate Hain aur Dainik majduri per kam karte Hain unhen niyamit roop se kaam dhundhna padta hai Palampur mein khetihar shramik bahut jyada hai aur unki maang kam hai isi Kaaran unke bich pratispardha bhi jyada hai jisse Palampur mein khetihar shramik newnatam majduri se kam majduri per bhi kam karne ko taiyar kho jaate Hain.

2) adhikansh khetihar shramik nichali jaati aur dalit vargon se hote hain aur unme bhumi maalikon se unchi majdoori maangne ki himmat nahi hoti hai.

3)khetihar majdur jyadatar anpadh hote hain woh unchi majdoori maangne ke liye bhumi maalikon se mol-bhaav nahi kar paate hain.

Similar questions