Hindi, asked by sharmiladevi7474, 5 months ago

प्र ० 1) उपर्युक्त चित्र को देखकर, इसका वर्णन अपने शब्दों में लिखिए | (कृपया चित्र-वर्णन गद्यांश रूप में ही लिखिए |)​

Attachments:

Answers

Answered by bhawana9129
0

yah ek karyalay ka Chitra hai Jahan per anek computer rakhe hue hain yahan ek pustake bhi Rakhi Hui hai Jo Shayad karyalay ke kam hi aati hongiyahan computer ke aage aane kursiyan bhi hai Jahan karyalay ke karmchari baith kar apna Kam vyavastha it roop se karte honge yahan ka vatavaran kafi shuddh hai upar se khidkiyan bhi Kholi gai hai Jahan se dhup aaram se andar Tak pahunch sake aur sare jivan khatm ho sake Jin ke Karan koi bimari na faile..... hope it helps you

Explanation:

please markaz brainliest answer it's a request to you

Similar questions