प्र.11 'छात्रा और अध्यापिका में हिन्दी विषय पर संवाद लिखिए।
Answers
Answered by
1
Answer:
chatra=madam hindi bhasha ko sab sarvaadhik upog mein kyon lete h.
adhyapika=Beta hindi hmari rashtriya bhasa h. isliye..
chatra=madam rashtriya bhasa kya hoti hai.
adhyapika=jo bhasa rashtra dwara svikari jaye vo.
Or han hindi hamari bolchal ki hi nhi blki kamkaj ki bhasha bhi h
Answered by
1
Answer:
Chhatra Hindi kya hai
Hindi Hamari rashtrabhasha Hai adhyapika Ne Kaha
mam yah rashtrabhasha kya hoti hai
beta rashtrabhasha Hoti Hai jisse Hamen yah Pata Chale ki Hamare Rashtra Mein Kaam Kaaj kis Bhasha se chal raha hai Hindi Hamari rashtrabhasha hi nahin balki Hamari kaam Kaaj ki Bhasha Bhi Hai sare Sarkari kaam Kaaj Hindi bhasha mein hi kiye Jaate Hain
Similar questions