Hindi, asked by naga53105, 7 months ago

प्रेमचंद कवि परिचय लिखिए​

Answers

Answered by 5778eshanimishra
7

Answer:

premchand  kavi parichay

Explanation:

  1. 31 July 1880 ko Banaras ke lamhi gaon mein janame dhanpat rai ne urdu mein navab ray aur  Hindi mei premchand naam se lekhan shuru kiya urdu mein prakashit  sozevatan angrzon ne zabt kar li . aajivika ke liye inhone'hans', madhuri jaisi pramukh  patrikaon ka sampadan bhi kiya
  2. aam aadmi ke bejod chitare premchand ko unke jeevan kaal mei hi katha samrat kehte bthe
  3. 8 october 1936 mein inka dehant ho gaya
  4. premchand ne jitni kahaniya  likhi vein maansarovar sheershak se 8 khando mein sankalit hai
  5. unke pramukh upanyas hai:-
  • godan
  • gaban
  • sevasadan
  • nirmala
  • karmabhuimi
  • rangbhumi
  • pratigya
  • magalsutra{apoorna}

9

Similar questions