Hindi, asked by poorvi9654, 1 year ago

पारंपरिक भोजन बनाम फ़ास्ट फ़ूड संकेत बिंदु
1. पारंपरिक भोजन का महत्व
2. युवा पीढ़ी के आकर्षण का केंद्र 3.फ़ास्ट फाइड का चलन
4. स्वास्थ्य पर प्रभाव

Answers

Answered by saibaba8693105pao34j
0
iska answers second h

poorvi9654: nibandh likhna hai
saibaba8693105pao34j: oo sorry
poorvi9654: its ok
poorvi9654: aapko aata hai
saibaba8693105pao34j: hmmm
poorvi9654: toh likh dijiye
poorvi9654: so pls write down
saibaba8693105pao34j: yrrr itna phone par typing nahi kar skta hu m
Answered by prahladjha
3
2) yuva pidhi ke aakarshan ka kendra:- kyonki aaj kal fast food bechne wale fast food ko itni acchi tareeke se dete hai ki yuva pidhi use khane ke liye taraste hai.Mai bhe ek yuvaa hu mera bhi yahi haal hai hum sab uski sundarta ko dekhte hai na ki uski gandgi Fir jo use khaane ke baad hamara haal hota hai wo bada bhayanak ho sakta laakho yuvaa isi gandgi ke karran aksar marte hai isliye meri rai hai ki Isse door he rhne me bhalai hai........Thankyou
Similar questions