Hindi, asked by zoyasayed30, 6 months ago

प्रा '(२) दिए गए मुद्दों के आधार पर कहानी लिखिए। उसे
(क) दो स्त्रियाँ - संतान के लिए झगड़ना - 'मेरा बच्चा - मेरा बच्चा
ऐसा दोनों का कहना - चतुर राजा - आधा - आधा करने के
लिए कहना - असली-नकली माँ का पता चलना-सीख​

Answers

Answered by khushi2005123
6

Explanation:

ek baar maharaja akbar ke paas ek stri apne god mein ek chote se bachche ko lekar aayi aur boli ki maharaj yeh stri mere bachche ko apna bachcha bata rahi hai maharaj iss aurat ko karaghar mein dalne ki kripa karein.toh maharaja akbar ne Birbal ko iss samasya ka samadhan nikalne ke liye kaha aur thode hin der mein Birbal ne sipahi ko kaha ki ek kasayi ko bulakar lao.Toh sipahi ne ek kasayi ko lekar aaya toh Birbal ne kasayi ko kaha ki iss bachche ke do hissa kardo aur ek iss auarat ko dedo air ek inko.Tab ek arat jiske god mein bachcha tha voh jor se rone lagi aur kehne lagi ki nhi maharaj aisa naa karein aap bhale hin iss bachche ko iss aurat ko dede lekin mere bachche ko jivit rehne dein. Tab Birbal ne kaha ki maharaj asli nakli maan ka pta chal gya yeh hai asli maa jiske god mein bachcha hai. Birbal ne kaha koi bhi maan apne bachche ko dard mein nhi dekh sakti aur jaise hin maine kaha ki iss bachche ke do hisse kar do vaise hin maan ka Dil Dard se karah utha.air isi tarah Birbal ki chaturai ne ek maa ko apna vapas mil gaya

sikh-Koi bhi maa apne bachche ko dukh mein naa dekh sakti h aur na hin dukh pahuncha sakti hai isliye humein bhi apne maata pita ka samman karna chahiye

Similar questions