प्र2. दी हुई अधूरी कहानी को अपनी कल्पनाशीलता से पूर्ण
कीजिए।
सावन का महीना था। आकाश में काले बादल
छाए हुए थे। ठंडी-ठंडी हवा बह रही थी। ऐसे
में कुछ ऋषि वन के मार्ग से चले जा रहे थे। उनके
हाथों में कमंडल व होठों पर भगवान का नाम था।
अचानक जंगल में सन्नाटे को चीरती हुई एक कड़कदार
आवाज़ सुनाई दी।
Answers
Explanation:
USS awaz ko sunte hi sare rishi dar gae aur unhi apni suraksha ko lekar bhaybhit hone lage . Jaise Jaise wh log agei badh rahe thi waise waise wh bhaynak awaz ki gunz tej Hoti jaa rahi thi aisa dekhte hue us me si ek rishi bole hm logo ko age nhi Jana Chahiye agei khatra aur badh sakta h aur ratt bhi hone wali h hame yhi pr ek surkachit jagah Dekh kr aram Karna Chahiye ,yh sujahw sun kr sb maharishi bole batt tho sahi h hame yhi pr rukna Chahiye -itne ek rishi bole jaha hm logo Jana wha hm log bs pahuchane hi wale h tho hame subah hone pratiksha nhi Karni Chahiye ratt mi hi mikal Jana Chahiye : yh sun kr un sb logo mi se jo sabse bade maharishi thi wh bole rishiwar hame jaldibazi nhi Karni Chahiye agar pahuch gae h tho bs ratt ki hi tho batt h subah phir nikl Chala jaiyega .yh sun kr rishi Mann gae aur rahne ka nichye kiya . aur subah hote hi wh sare rishi wha se Nikal gae raste mi agi badhane pr unhe ek Chita dikha jo ek jal mi bandha hua tha yh dekhkar sare rishi sochne lage ki iss Chita ko kisne bandha hoga tabhi wha pr ek adami aya aur Bola rishi app log yha pr kya kr rahe h -accha hua app log subah mi nikale agar ratt mi nikale hote tho bhaoot khatra hota yh Chita bhaoot khatrnak h yh bhaoot mehant ki badd pakdya h .
yh sun kr rishi log Apne nirnya pr Khush hue
isliye kahte h surakshit rahe chai Der lage
. thank you
hope it will hope you