Hindi, asked by AmitBhaiii, 9 months ago


प्रभुजी तुम चंदन हम पानी
जाकी अंग अंग बास समानी
प्रभुजी तुम घन बन हम मोरा
जैसे चितवत् चंद चकोरा
प्रभुजी तुम दीपक हम बाती
जाकी जोति बरै दिन-राती
प्रभुजी तुम मोती हम धागा
जैसे सोनहिं मिलत सुहागा
प्रभुजी तुम स्वामी हम दासा
ऐसी भक्ति करै रैदासा

plz explain the central
idea of poem​

Answers

Answered by Aishwarya047
5

Explanation:

Kavi swayam avam apne prabhu ki tulna anek cheezo se kr k apni bhakti ka ek sateek udahran dete h. isme kavi khte h ki yadi ve pani h to unke prabhu shri ram bilkul chandan k samaan h. Jis prakar pani me chandan milne p vo sugandhit ho jata h thik usi prakar ishwar prapti k baad kavi ka jeevan bhi mehak utha h. Ve khte h ki vo saara din apne prabhu ki bhakti me leen rhte h. Iski tulna ve chakor pakshi se krte h jo apna sampoorna samay chand ko dekhne me vyateet krta h. Ve khte h ki yadi ve chakor pakshi h to unka chaand unke prabhu h. Ve khte h ki yadi ve baati h to unke prabhu deepak k samaan h. Jis prakaar deepak aur baati sadaiv saath rhte h, ve bhi apne prabhu k saath rhna chahte h. Ve khte h ki ve to ek maamuli dhaage k samaan h aur unke prabhu moti k samaan h. Jis prakaar dhage me moti daalne se uski keemat badh jati h, thik usi prakar prabhu ki bhakti kr kavi ko bhi samaan mila h. Apne prabhu ki bhakti ko ve sone me suhaage k samaan btate h. Ve khte h ki ram unke prabhu h aur ve apne prabhu k daas matra h tataha isi me unko prasanta milti h.

Hope it helped.

Jai Hind!

Answered by princekumar382005
1

Explanation:

prastut kabita me ye bataya gaya h ki he parbhu agar aap chandan ho to media pani agar aap ghane jangal hoto mein us van ki mor hu

Similar questions