Hindi, asked by reenabhardwajrb30, 10 hours ago

प्रश्न 1. दिए गए चित्र को देखकर उसका वर्णन अपने शब्दों में कीजिए।​

Attachments:

Answers

Answered by yashraj9798kumar
1

Explanation:

do garib ladke apne pariwar ke palan poshan ke liye bachhe se hi kachra uthate the . ek din wo sadak par feki hui bottle or gandgi ko utha rhe the aur sabhi log dekhkar uske paas kachda fek ke chale jaa rahe the. wo to bechara apne pariwar ke liye us gandgi ko Khushi khushi utha le rha tha taki kuchh rupay to usko mil sakenge .sadak ke aas paas logo ke itna kachde uthane ke baad wo doosari or kachda uthane lagta h . tabhi ek naujawan ladki aa ke uska kachda ladke ke jhole me dal deti h .ye dekhkar bachha bhut khush ho jata h ki koi to hamari ahmiyat ya hamare dard ko samjha or wo khushi se sabhi kachde ko utha leta h. ladki apna sara kachda usi kadke ko aa ke deti h auro ki tarah sadak par faila kar nhi chli jaati h .

SIKH:hame auro ko kisi se ucha samajh kar uska apman nhi karna chahiye uski wo majburi hoti h.

Similar questions