Hindi, asked by bhawsinghkanesh, 5 months ago

प्रश्न 12:-संज्ञा, सर्वनाम, क्रिया विश्लेषण किसे कहते है ? उदाहरण सहित समझाइए !


Answers

Answered by Anonymous
2

Answer:

kissi vyakti k nam, sthan,bhav,janwar k nam ko sangya kahte hai...

eg. Ram AAM khata hai...

sangya k sthan par istmal kiye jane wale shbd ko sarvnam kahte hai..

e.g Unhone Ram ko chori krte dekha..

Jin shbdo se kriya ki vishesta pta chle usse kriya visheshan kahte hai..

e.g kachua dheere-dheere chlta hai...

hope so this helps u...

plz mark as BRAINLIST if you like the ans..

follow me...for more

thnx☺️

Similar questions