Hindi, asked by suyashsingh15, 9 months ago

प्रश्न 2 - दिए गए चित्र का वर्णन करें |

Attachments:

Answers

Answered by Anonymous
0

Answer:

Is chitar kuchh bache aur log milkar apne shehar ki sphai (cleaning )kar rahe hai.Isko hum swachhta abhiyaan bhi keh sakte hai.Swachhta abhiyaan Ghhandhi ji dwara chalaya gya tha jis mein unhon ne apne aas paas ke vaatavaran ko saaf rakhne ko kha tha,kyu ke swachhtha se swasthatha milegi.Is chitar mein log saath milkar sphai karke apne vaatavaran ko saaf kar rahe hai.Hamein is yeh shiksha milti hai ke jab baath apne swasth ki ho to hamein milkar kaam karna chahiye.Jab baat sphai ki ho swashta phailane ki ho hamein koi sharam ya apne man mein koi dar nahi rakhna chahiye.

Hope that it would be helpful,

and if it is please mark me brainliest and please thank me.

Plz Plz Plz.

Similar questions