English, asked by Danish6260, 4 months ago


पारदर्शी, अपारदर्शी तथा अल्पपारदर्शी पदार्थों में अंतर लिखिए

Answers

Answered by sonwanisagar183
1

pardarshi - iske antargat we padarth aate hai jinke aar-paar dekha ja sakta hai

apardarshi- iske antargat we padarth aate hai. jiske aar-paar nahi dekha ja sakta .

alppardarshi - iske antargat we padarth aate hai jisme purn roop se nahi balki alproop me kuchh dikhai deta hai ya kah sakte hai ki isme dekhne par dhundhala dikhai deta hai .

Similar questions