पुस्तकालय पर निबंध लिखे
Answers
Explanation:
पुस्तक से हमे ज्ञान मिलता है।पुस्तकों के संग्रहालय को पुस्तकालय कहा जाता है। पुस्तक पढ़ने से मन शांत रहता है
hope it helps
Answer:
pustakalay ek aisi jannat jo har nishthavant vaachak chahata hai. Vishwa ka gyan yani ki kisane kab kaunasa shodh lagaya, konasi vastu kaise nirmaan hui yahatak ki ab shyari, kavitaen, anek dohe anya sahitya pustakon mein sangrahit karake rakha gaya hai. jahan anek prakar ke pustak yani kitabein jaha rahati hai vah hai pustakalay.
pustakalay gyan ka bhandaar hoti hai. par aajkal aadhunik tatha internet ke is duniya mein manushya kho gaya hai aur vah us jaal mein iskadar fas gaya hai ki pustakalay ke pustak dhul khaate use bookshelf se jhaankkar kisi vaachak ki jo us par pyaar se haath ferkar usake panne palat kar use padhega is ummeed mein jhaankkar dekhate rahate hai.
pustak hamare aise mitra hai jo Sara janam hame nahi chhod te, isliye unake prati Prem jataye tatha padhane ki bhavana rakhen aur pustak padhake rahe, gyanarjan karate rahe yahi pustakon ki ichchha hai, to chaliye aaj se internet ke jaal se thoda bahar aakar pustak padhate hai.