CBSE BOARD X, asked by abhishekmtp, 11 months ago

- पिता और पुत्र के बीच नई घड़ी लाने को लेकर हुई बातचीत। pls do fast...


I will give you 20 points​

Answers

Answered by kums21
28

Explanation:

Beta- papa! mujhe apse kuch baat karni thi..

Papa-Bolo beta.. kya hua.??

Beta- vo.. papa app to jante hi ho ki main Abhi class 10 me pahunch gya hoon.isliye mujhe Abhi se hi ek samay paband Insaan banna hai. aur iske liye mujhe ek ghadi ki jarurat hai..

Papa- Thik hai beta .. par tumhe to pata hai na ki meri salary itni nhi hai ki main tumhe turant ek ghadi lakar Doon.lekin jab mahine ke aakhir me mujhe paise milenge to main tumhe dilwa doonga , thik hai.

Beta - papa kya aap jaldi kar sakte hai?? kyuki is saal meri matric ki Pariksha bhi hai. aur main Abhi se taiyari karna chahta hoon.

Papa- Thik hai beta main koshish karoonga ki tumhe jald se jald ek ghadi kharid kar de doon .

Beta - Dhanyawad! papa aap duniya ke sarwotam pita hain.

Answered by rubinakumari7933
2

Answer:

useless conversation both two

Similar questions