पुत्र कुपुत्र भले ही , माता न कुमाता का अर्थ
Answers
Answered by
6
it means - a son can be a selfish for once but mother can't for her son
hope this will help you
hope this will help you
Answered by
0
Concept
Apne samanya arth ko chhodkar anya kisi vishesh arth me Vakyansh roodh ho jata hai use hum Muhavar Kahenge
Explanation
Jaise ki muhavara diya gaya hai ki putra kuputra bhale hi yaani putra bhale hi kuputra ho idhar kuputra ka arth hai ki beta bhale hi swarthi ho
ku aur putra ka jab sandhi karenge to hume pata chalega ki beta swayam swarthi ho sakta hai
par mata na kumata yaha par bhi sandhi ko dekha jaye to ku aur mata to pure vyakya ka arth hota hai mata kabhi bhi apne bachhe ke liye swarthi nahi hoti.
To yaha par humne muhavare ka arth bataya
#SPJ3
Similar questions