Hindi, asked by chauhansaloni75, 10 months ago

पाठ-1 दुख का अधिकार पेर आधारित

Attachments:

Answers

Answered by rahulsaab8808
1

Answer:

Jyeshtha123 Expert

Yeh kahani ek budhi mahila par adharit hai jo ki apne bete ki mrityu ka dukh bhi manaa rahi hai or uska karza utarne ke liye kharbuje bhi bech rahi hai.

Lekhak ki poshaak us mahila ki madad karne se use rok rahi hai or aas paas khade log us mahila ko achhut bataa rahe hai.

Kyuki uske ghar me suraj chal raha hota hai.

Lekhak uski madad karna chaahta hai par uski poshak vyavadhan ban khadi hui.

Paath dwara hame yah seekh milti hai ki hame dusro ki sahayata karye rahna chaahiye.

Hope this helps you...Mark it as brainiest.

Similar questions