Hindi, asked by bishnoi5129, 7 months ago

पाठ से
1. पत्र जैसा संतोष फोन या एसएमएस का संदेश क्यों नहीं दे सकता?
2. पत्र को खत, कागद, उत्तरम्, जाबू, लेख, कडिद, पाती, चिट्ठी इत्यादि कहा
जाता है। इन शब्दों से संबंधित भाषाओं के नाम बताइए।
६. पत्र लेखन की कला के विकास के लिए क्या-क्या प्रयास हुए? लिखिए।
1. पत्र धरोहर हो सकते हैं लेकिन एसएमएस क्यों नहीं? तर्क सहित अपना
विचार लिखिए।
5. क्या चिट्ठियों की जगह कभी फैक्स, ई-मेल, टेलीफोन तथा मोबाइल ले
सकते हैं?
पाठ से आगे
और​

Answers

Answered by ritikasinghhar51
1

Answer:

  1. Patra likhit roop aap ka ek sandesh hai jismein ham Apne bhav ko likhkar yah use sandesh ko Kai Dinon Tak sambhal kar rakh sakte hain jarurat per ne per yadi ham bhul Gaye to hamen yad a sakti hai SMS yah phone hamen vah sandesh Santosh nahin kar paate Hain kyunki SMS samay rahte delete ho jaate Hain phone se ki gaye baton ko ham sambhal kar nahin rakh sakte.
  2. khata Urdu kagaj Hindi uttran Sanskrit aadivasiyon ko kaha jata hai
  3. Patra Kala ke Vikas ke liye official work mein Inka use Kiya Gaya hai Jaise Bank school Aaj bhi school mein avkash hetu Patra likha jata hai koi bhi Sarkar jankari Patra dwara hi aapke ghar Tak pahunchaya jata hai
  4. Patra dharohar ho sakta hai kyunki agar ham Patra ko sambhal kar rakhenge to vah kai Dinon Tak Kai salon Tak rah sakte hain lekin SMS ko ham sambhal kar nahin rakh sakte kyunki vah samay rahte yah dhire dhire delete ho jaate Hain
  5. ji han chitthi ki jagah fax email telephone aur mobile le sakte hain lekin in SAB kuchh lene ke bavjud bhi Chitti ka mahatva ek alag Hi Ho jaega chitthi Insan ki Jaspal Jo unke dharohar ko sambhal kar rakhenge paath ke anusar ya uska uchit answer hai

Explanation:

thank you ❤️ you ❤️

follow me

make it brilliant points

Similar questions