padh padh ke Samay aapko bhi Apne Mata Pita ka Laad Pyar Yaad Aa Raha Hoga apni in bhavnao ko diary mein Ankit Kijiye part 1 Hindi Kritika book 10 vi
Answers
Answer:
Pyaari diary
Explanation:
Priya diary,
Eshwer ne jab ye sansar bnaya tab usne her bacche ke liye do farishtey bhi bnaye jo us bacche Ko khoob pyaar dular karein aur usko padha likhaker ek acha Insaan bnayein.Un do farishton Ko mata pita kehte hain.
Humein Jeevan ke her mod per Apne mata pita ke margdarshan ki zarurat Hoti hai.Aur hamare mata pita bhi kabhi Apne pyaar main koi kami nhi karte.
Magar aaj ke samay main kuch bacche bade hiker Apne mata pita Ko akela rehne dete hain aur shaadi ke Baad unse alag rehne lagte Hain.Magar bechare mata pita budhape main akele kaise reh sakte hain.Umar ke is padav main mata pita Ko hamare sahare ki bohot zarurat hai.Humein hamesha eshwer ke diye is vardaan ki bohot kadar karni chahiye aur Apne mata pita Ko hamesha eshwer ka darja dete hue
Hamesha. Unka dhyaan rakhna chahiye
Shubhratri Priya diary
vinay304 is waiting for your help.
Add your answer and earn points.
priyankamathur
PriyankamathurSamaritan