Pahiye ki aatmakatha
Answers
Answered by
1
aanjane rahe hi meri zindagi ki kahani hai... roz subah main apne 3 sathiyon ke saath nikal parta hoon kandho par gari ka bojh liye kisi nayi manzil ki or... har roz lagbhag 100 se 200 kilometeron ki sair mujhe thakaan bhi deti hai aur hosla bhi....hosla musafir ko ek nayi manzil dikhane ka hosla apni gari ke malik aur driver ko rozgar dene ka. jab laga tha to alsi thi...balki yun kahun ki aalsi ho gya tha show room me 4 mahine jab gari khari thi..par khushi se jhoomta ek vyakti mandir le pahuncha...aur vahi se shuru hui malhotra sahab (mere malik) aur meri dono ki kahani. kahani karu ya paryatan karu ya daur ya jung har din haridwar me utre paryatak jab paharon ki aur chal parte to kabhi nainital kabhi shimla kabhi manali ki prakritik sundarta unke man ko moh leti aur unki khushi mere andar ek umang pharti... lekin meri aur mere sathiyon ki or kisi ka dhyaan shayad hi kabbhi gya hoga..chale ubar khabar raaston par patharon se takrate huye raftaar pakarni ho ya barish me sabka boch uthaye fisalne se bachna ho...kaam bara khatin hai aur pehchan chupi lekin yahi zindagi ki sachai hai....kam aur pehchan saath kaha milti hai....pehchan anand kitna bhi de dee par khushi to kaam hi deta hai...filmo ke kalakar nachkar kitna hi paisa aur naam kyun na kama len par sarhat pe khare sainik ko jochch desh ki raksha karke khushi milti hogi wah unke bhagye me nhi... chaliiye maain cchalta hun kisi rah ke khoj me...
Similar questions