pani ki kahani ke aadhar pe pani ka janam aur pani ki jiwan yatra ka varnan kare?
Answers
Answered by
4
Is path ke aadhar me bataya gaya he ki pani ka janm hydrogen aur oxygen se hua hota hai. pehle pani ki bunde suraj ke dharatal par hi the. Aek bar prachand prakash pind jo suraj se se lakho guna bada tha surya ke samax aa gaya. Uski akarshan shakti ke karan surya ka aek bada bhag tutkar kai tukdo me bibhajit ho gaya. Aektukada pruthvi ban gaya.Pahele to yaha graha aag ka gola hi tha. Lekin dhere dhere yaha thanda ho gaya aur arbo barsh purb hydrogen aur oxygen ne apna astitwa gawakar pani ko janm diya.
Aab yaha pani ke bund surya dwara bhapbankar apna astitwa gaba dete hai aur phir barsha ke rup me barashkar pani ka rup dharan karti hai.
Aab yaha pani ke bund surya dwara bhapbankar apna astitwa gaba dete hai aur phir barsha ke rup me barashkar pani ka rup dharan karti hai.
Similar questions
Hindi,
8 months ago
Computer Science,
8 months ago