Hindi, asked by dachauhan09, 1 month ago

परिच्छ
को
उचित शीर्षक दीजिए
4)​

Attachments:

Answers

Answered by suneelk1970
0

Answer:

(1)Bapu ki drashti me baccho ko peetna mahapap h.

(2)Baccho ke sudhar ke liye unhe mar peetkar nahi balki unki galatiyon ko unhe pyar se samjha dena chahiye.

(3)Bapu ke matanusar bacche swarg ke adhikari h kyunki unke jaisa sansar me chalrahit ,nispap ,bhola bhala sansar me koi nahi h yadi 7nme koi avgud h ya burai h to usme unka koi dos nahi uske aas pas rahne wale vayktiyon ka h,kyunki baccha jo sikhta h apne aas pas ke vatavarn se sikhta h.

(4)Bacche ko peetne se baccha dheeth ho jata na ki apni galtiyon ka ahsas karta h hame unhe pyar se samjhakar hi unki galtiyon ka ahsas karana chaahiye yadi baccha fir bhi na samjhe to unhe jyada se jyada daantna chahiye par peetna kabhi nahi chahiye.

Answered by As11As
1

Answer:

4) बच्चों का सुधार अथवा बाल शिक्षा

I hope this is helpful to you

Similar questions