Hindi, asked by reliance7250, 1 year ago

परिक्षा की बातचित पर संवाद

Answers

Answered by chaitanya71
2
pranal. chaitanya.

pranal . Kya chaitanya phirase pariksha suru ho gayi
chaitanya . ha yaar accha huaa
pranal . haa yaar pariksha katam hogi to Mai bhi apane gaw ja sakunga
chaitanya.apana pahala paper kisaka Hai?
pranal . Marathi ka
chaitanya. to aajase Mai Marathi ka abhyas suru kar deta hu
pranal . sirf Marathi ka
chaitanya .nahi nahi pure wishayoka abhyas karunga
pranal . kyu na hum ik kam kare hum dono bhi ik sath padhenge
chaitanya . dhik Hai
pranal. to dhik Hai bye Mai hostal par Jane ke liye late ho raha hu
chaitanya. ok bye Kal miate hai
Similar questions