Hindi, asked by choprneassha, 1 year ago

परीक्षा का भय पर अनुछेद

Answers

Answered by monu7bishnoi
72
Parikha ka bhay :
Ye satya baat hai ki bade se bade insaan ko pariksha ka bhay to apne jeevan mai ek baar to lagata hi hai . Vidyarthi jeevan mai to aur hi jayda lagata hai jab board exam hote hai jaise ki 10th aur 12th .
Ye bhay iss liye hota hai ki sab kuch ek din ke 3 ghante ke pariksha parta par apka poora varsh nirbhar krta hai . agar paas hue to agli kasha mai nhi to wahi puraani class mai baitho , ko ki apki vifalta ka prateek mana jaata hai . 
hume in sab baato ko bhool ke exam neda chaiye . varsh bhar niyamit abhyaash kr ke hum iss bhay par kaabu paa sakte hai . roj abhyaash krne se hume ye aatm -vishwas aata hai ki humne achhe se padhaayi ki hai aur hum vifal nhi hone . pass to avasya ho jaayenge .Samay prabandhan aur achhe notes ki sahayata se hum bhay aur niraasha ko kam kr sakte hai . parrisha se porav achhi neend le aur ek baar purabhyaash kre. 
Similar questions