Hindi, asked by Debdas9434, 8 months ago

परीक्षा के दिनों में अनेक बार आप रुकावटों ,कठिनाइयों का सामना करते हो ? वे कौन सी हैं?

Answers

Answered by Anonymous
1

Answer:I think Mobile

Explanation:

Answered by subhashripanigrahi1
1

Answer:

Ha.. pariksha ke dino bohot se bacchhon ko kayi saari kathinayion ka samna karna padta hai.. ye baat kam se kam 60% bacchon par laagu padta hai. Jyaada tar jo bacchen shuru se hi padhai nahi karte unhe bohot saari kathinayion ka saamna karna padta hai. Aur upar se jab bhi parikhshaon ka samay nikat aata hai tabhi doston k phone aane shuru ho jaate hai... Aur parikshaon k vakt hi sabhi ko padhai mei shankaye aani shuru ho jaati hai... aur koyi koyi bacchhen toh bewajah hi pareshan karte hai...

Ye saari kathinayion k upar hai... social media.. jo humare liye iss samaj mei toh sabse badi samasya hai...

Explanation:

Hope my answer helps u the best

Similar questions