Hindi, asked by mateen850, 11 months ago

पराेपकार की भावना अपने वीचार इयत्ता 8 वी

Answers

Answered by siddhu2809
0
humme paropkar ki bhavna honr ki bahut jarurat hai.ajkal kam logo mei paropkar dikhta hai . agar hum sneh bhav se ek dusro paropkar karenge to ye duniya acchi tarah se age badhegi . ispe nirbhar ek kahani batata hu.
ek budhi thi.usne jivanbhar tirthyatra ke liye paise jama kiye the. ek sal dushkal ki sthiti thi ,usne un paiso ko logo ki madat mei laga diye.jab vah mar gayi to vah punyai mei avval mei thi .ek admi ne bhagvan se pucha,"bhagvan ji maine bahut tirthyatraye ki hai aur isne ek bhi tirthyatra nahi ki to iska punya jada kaise?"bhgvan ne kaha ,"tirthyatra se jada dusro ki madat karna jada punyai ka kam hai."
isi tarah hume bhi paropkar se hi punya prapt hoga.ek dusro ki madat karna hi sacchi punyai hai.

accha laga to brainlist mark kijiye.
Similar questions