"परिवर्तन की शुरूआत स्वयं से" niband
plz mujhe jldi Bej do mujhe urgent h
Answers
Answer:
i cant understand but
Explanation:
parivathan ki shru vàth ravay se i think so
Answer:
khud ki parivartan se hi duniya ka parivartan hoga..☺️
Explanation:
परिवर्तन, प्रकृति का नियम है
Har Ghadi Har per bata raha hai yah sristy ka Chakra iska saath taal mel rakhne ke liye Hamen Samay ke sath nirantar badlav lana hai Jivan mein kitne Prakar ke uttar chadav says Par Hamen bus Nirantar chalna hai Nadi Ka Pani Agar Bata hi rahata hai to swachh Nirmal rahata hai agar vah Pani banane ki jagah ruk Jaaye to Ek Talab ka Roop Le Ja Ek Din ganda Pani Mein tab Dil Ho ho jata hai Nadi Ka Pani uttar chadao ke saath ya Sarpaarak ho kar niranjan bathe rehna chahiye Nadi Ka Har Mor Ke Sath Bahnaa hi uska Nirantar Parivartan hai, theek Hamare Jivan bhi Samay ke sath Parivartan Hote rahata Hai use Samay ki paristhiti se apni isthiti ka taalmel rakhne ke liye Hamen apne aap Mein Parivartan lana avashyak hai isliye Hamen Parivartan se Darna Nahin chahie balki Parivartan ke sath Kadam Se Kadam milakar Chalna chahie tabhi safalta haasil hogi agar Jivan Mein Pragati chahte ho to Parivartan swabhavik Hai Usse Hamen khusi khusi Suikaar karna chahie .
I hope it will help u
thank you☺️☺️