paragraph on beeta hua samay laut kar nahi aata
Answers
Answered by
3
Hi friend
jaisa ki hum sabhi jante hai ki humare pas jo samay hai wo ek limit me hi hai iska matlab ye hai ki hamare pas apne kam karne ke liye time to hai par yadi hum us time ko waste kare to sayad hame wo time aage na mil paye. Hum log apna bahut sara kam ye soch kar chhor dete hai ki hum ise kal kar lenge aur agle din fir yahi sochte hai ki bad me kar lenge par aisa ho nhi pata hai. Aaj hum log apna jyada se jyada time apne mobile par spend kar rahe hai aur apne important kam ko andekha kar rahe hai. Mujhe lagta hai sayad ye ek bahut bari reason hai failure hone ke liye ki time ka use ki jagah misuse kiya jaye. Agar hum apna sare kam ko timely kare to success hamare piche bhagegi.

Similar questions
Math,
7 months ago
Social Sciences,
7 months ago
Math,
1 year ago
Math,
1 year ago
Biology,
1 year ago