paragraph on mushkilo se joojhkar hi hum majboot bante hain
Answers
Answered by
1
mushkilo se jhujhkar hi hum majboot bante he ye vakya darshata he ki manushaya ko apni pareshaniyo, mushkilo se ghabrana nhi chahiya balki unka dat kr samna krna chahiye manushaya jitna mushkilo se darega vo utna hi kamzor or kayar banta jayega isliy hame sadev mushkilo ka samna krna chaiye........iski prerna hum ek choti si chiti se b le skte he jiske raste me kitni hi badhaye kyo na aa jaye vo unka dat kr samna krti he or apni manzil pa leti hi
mushkilo ka samna krke hi manushya apni manzil ko pa kar safal ho sakta he anyatha vo apne lakshya ko kabi prapt nhi kr skta
mushkilo ka samna krke hi manushya apni manzil ko pa kar safal ho sakta he anyatha vo apne lakshya ko kabi prapt nhi kr skta
vinutty:
niceeeeeeee 1 ............
Similar questions